Kya chaye pina chahiye?

Ticker

6/recent/ticker-posts

Kya chaye pina chahiye?

 Hello dosto aaj me aapko baatne wale hua ki kya chaye pina chahiye ya nahi. Kyuki kuch log ka mana hai ke chaye hamaare liye kharab hai. Aur kuch logo ka mana hai ke chaye sehat ke liye sahi hai. Ab log in baato ko sun kar confuse hai kya sahi kya galt hai. Is article me aapko iske baare me sahi jaankari dane wale hua.
 







Kyu chaye pina sahi nahi hai?

Chaye pina isliye sahi nahi kyuki chaye ke jo patti jab milk me mixed hote hai tab ek chemical reaction hota hai. Kyuki chaye ke patti me caffeine hota hai jo cancer banata hai aur hame neend bhi nahi aati hai. Chaye me tainen naam ka ek compound hota hai jo hamare digestive system ke liye kharab karne ka kaam karta hai. But ye saare disease unko hoti jo unlimited  quantity me chaye pite hai.



sahi tarike se chaye piya jaye to bahut  hi fayedemand hai. 



Kyu chaye pine chahiye?

Chaye pina isliye sahi hai kyuki chaye pine energetic nahi feel hota hai. Stress me chaye pine se aap stress free ho jayege kaam karne helpful hai aapko refresh kar dega. Jo bacche raat me padhai  karte hai une raat me neend aati hai to wo chaye piye. 
Aap log chaye pi sakte magar jis tarike se me bataougi. banner  



Chaye kaise piye? 


Din me aap do bar chaye pi sakte hai. Magar aap koi bhi timing fix na kare. Nahi to aap jab us time par chaye nahi piyege head pain hoga, vomiting feel hoga to aap ko timing fix na kare. Scientific proven hai ke aap 24 hour me do bar chaye pi sakte hai. 










Post a Comment

0 Comments