Correct use of mobile

Ticker

6/recent/ticker-posts

Correct use of mobile

Hello dosto aaj me aapko batane wale hu ke mobile ka correct use kya hai or aaj kal sab log ka use karte hai magar sahi use koi nahi karta hai 


Mobile ka correct use kya hai














1 first use of mobile = hame apni knowledge ko badhana chahiye kyuki jab koi vyakti mobile chalata hai to wo faltu kam karta hai jaise games khelna bakwas video dekhna ise wah apne time ko faltu me waste kar Raha hai hamare life me time ki bahut value hai ise liye hame faltu kam nahi karna chahiye faltu kam se accha hai ki ham apni knowledge badhe.




2 Second use of mobile=  hamara mind bhi weak ho jata hai jaise 
 hame koi cheez addition
, subtraction , multiplication, division karna hai to ham log mobile se calculate karte hai ye galat hai ise hamar mind weak hota hai.




3 Third use of mobile = raat me sone ke samay kuch log mobile ka use karte hai or raat me mobile ke use se nid nahi aati hai isaliye isake piche bhi ek reason hai ham jab mobile ka use raat me letate  samay karte hai to  mobile se ek blue ray nikal te hai ise hamare mind ko lagta hai ke abhi din hai
ise waj se hame raat me nid nahi aati hai.




4 Forth use of mobile= kuch log subah uthe hi mobile chalane lagate hai ye galat hai ise
ke hame apne new din shuruwat kuch acche kaam se karne chahiye na ke mobile se karne chahiye.
 



5 fifth use of mobile = kuch students study sahi se nahi kar pate kyuki unka Sara dyan mobile phone par rahta hai ise waja se unka focus study me nahi hota hai.


























Post a Comment

0 Comments